~Ayaat : To get protection from Evil
Bismillahir'rahmanir raheem,
بسم الله الرحمن الرحيم
بسم الله الرحمن الرحيم
اللَّهُ
لاَ إِلَهَ إِلاَّ هُوَ
الْحَيُّ الْقَيُّومُ لاَ تَأْخُذُهُ سِنَةٌ
وَلاَ نَوْمٌ لَهُ مَا
فِي السَّمَاوَاتِ وَمَا فِي الأَرْضِ
مَنْ
ذَا الَّذِي يَشْفَعُ
عِنْدَهُ إِلاَّ بِإِذْنِهِ يَعْلَمُ
مَا بَيْنَ أَيْدِيهِمْ وَمَا
خَلْفَهُمْ وَلاَ يُحِيطُونَ بِشَيْءٍ
مِنْ عِلْمِهِ إِلاَّ بِمَا شَاءَ
وَسِعَ كُرْسِيُّهُ السَّمَاواتِ وَالأَرْضَ وَلاَ يَئُودُهُ حِفْظُهُمَا
وَهُوَ الْعَلِيُّ الْعَظِيمُ
Transliteration :
“Allahu laaa ilaaha illaa huwal haiyul qai-yoom; laa
taakhuzuhoo sinatunw wa laa nawm; lahoo maa fissamaawaati wa maa fil ard; man
zallazee yashfa'u indahooo illaa be iznih; ya'lamu maa baina aideehim wa maa
khalfahum; wa laa yuheetoona beshai 'immin 'ilmihee illa be maa shaaaa; wasi'a
kursiyyuhus samaa waati wal arda wa la ya'ooduho hifzuhumaa; wa huwal aliyyul 'azeem”
Meaning :
(in english)
"Allah! There is no god but He - the Living, The
Self-subsisting, Eternal. No slumber can seize Him Nor Sleep. His are all
things In the heavens and on earth. Who is there can intercede In His presence
except As he permitteth? He knoweth What (appeareth to His creatures As) Before
or After or Behind them. Nor shall they compass Aught of his knowledge Except
as He willeth. His throne doth extend Over the heavens And on earth, and He
feeleth No fatigue in guarding And preserving them, For He is the Most High.
The Supreme (in glory)."
(in urdu)
“Allah Hi Mabood Hai Barhaq Hai, Uske Siwa Koi Mabood Nahi
Hai,
Wohi Hamesha Zinda Aur Qayam Rehne Waala Hai,
Usey Tou Na Oongh Aati Hai Na Hi Neendh Aati Hai,
Har Cheez Ussi Ki Hai Jo Aasmaanon Me Aur Zameenon Me Hai,
Kaun Hai Ke Uski Ijaazat Ke Baghair Uss Sey Kisiki Sifaarish
Kare,
Jo Logon Ke Roo-Ba-Roo Ho Raha Hai Aur Jo Unke Peeche Ho
Chuka Hai,
Woh Sub Allah Ko Khoob Maloom Hai.
Aur Woh Allah Ke Ilm Me Se Zarra Barabar Bhi Kisi Cheez Par
Koi Ehaate Nahi Kar Sakte Magar Jis Qadar Chaahe,
Ussi Ki Baadshahi (Aur Ilm) Aasmaanon Aur Zameen Me Sub Par
Haawi Hai
Aur Allah Ko Unn Ki Hifaazat Koi Dushwaar Nahi,
Wo Bada Aali Rutba Aur Jaleel-Ul-Qadir Hai”.
– Aayatul Kursi (Surah Baqraah 2:255)
Comments
Post a Comment